!! Jai Mata Di !!

Do you know? There is no ..... "NO" in books of words of Meri Maiya ..... There is only one word "LOVE"..... You have to believe Meri Maiya, Trust Meri Maiya, have faith in Meri Maiya ..... to see that book "The book of words", wherein there is "Kuch to Hai" for every one of us.

Say "I Love You Meri Maiya" and "I Will Always" with your whole Heart ..... cause, I am sure, you are very much aware of :

!! Meri Maiya Prem Ki Hai Bhukhi, Nahi Mangti Chadhava !!
!! Meri Maiya Ke Manko Ne Bhaye, Kare Koi Jo Dikhava !!

"Jai Mata Di"

Listen to Meri Maiya Bhajan ..... in Meri Maiya praise

Bhajan  Maa Shakti Ka Khajana
Album Bada Hi Suhana Hai Dar Maa Tumhara
Artists Priya & Bhaskar

If you have Real Player installed on your computer, it will be displayed here

back to Index

Written Verses of Meri Maiya Bhajan

Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti Ka Khajana

Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti

Parvaton Pe Maa Ka Thikana 

Puje Maa Ko Sara Jamana

Jagdambe Ko Na Bhulana Ho

Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti Ka Khajana

Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti

Maiya Ki Mahima Hai Nyari

Bhakton Ki Ambe Hitkari

Sare Jag Ki Palanhari

Maiya Hai Upkari

Ambe Maa Ka Har Roop Nirala

Kahin Hai Durga Kahin Hai Jwala

Kahin Chamunda Kahin Hai Kali

Gale Mundon Ki Hai Mala

Jai Maa Jai Maa Jai Maa Jai Ho Maa Jai Maa Jai Ho Maa

Har Roop Hai Suhana 

Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti Ka Khajana

Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti

Mamta Roop Mein Aai Maat

Kamal Trishul Maa Lekar Haat

Karhe Hai Bhakton Ki Rakhawali

Dushton Ko Mare Hai Kali

Banganga Charno Mein Behti 

Bhid Wahan Bhakton Ki Rehti 

Jag Mag Jyoton Ka Hai Nazara

Jyoti Mein Maa Ki Shakti

Jai Maa Jai Jai Maa Jai Maa Jai Jai Maa Jai Jai Maa

Mahima Gaye Jamana

Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti Ka Khajana

Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti

Parvaton Pe Maa Ka Thikana 

Puje Maa Ko Sara Jamana

Jagdambe Ko Na Bhulana Ho

Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti Ka Khajana

Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti

Jai Maa Jai Ho Maa Jai Maa Jai Ho Maa Jai Maa Jai Ho Maa

Jai Ho Jai Jai Maa Ho Jai Jai Maa Ho Jai Jai Maa 

!! Jai Mata Di !!

back to Index

Talk Along onLine to Meri Maiya

(tell Meri Maiya everything with written verses)

Bhajan of the week Read Aarti Perform Aarti Sing Along Aarti

 

List of Meri Maiya Bhajans
Audio Cds Audio Cassettes Video CD

 

Click to Subscribe to Meri Maiya Mail and Bhajan of the week

View Meri Maiya Mail View Mail Bhajan of the Week

 

Email this page

If you don't have Real Player, Please click here

 

bhakt(s) in Chat

 

(have Darshan your way)

Please let me know more about our Maiya